Wednesday, October 14, 2015

chitthi na koi sandesh चिट्ठी न कोई सन्देश जगजीत सिंह जी कहाँ तुम चले गए

chitthi na koi sandesh song lyrics and notations Singer Jagjit singh चिट्ठी न कोई सन्देश जगजीत सिंह जी कहाँ तुम चले गए
Jaane wo kaun sa desh jahaan tum chale gaye

chitthi na koi sandesh song lyrics and notations

chitthi na koi sandesh song lyrics and notations

chitthi na koi sandesh song lyrics and notations

chitthi na koi sandesh song lyrics and notations
 


Wednesday, September 23, 2015

Gulon Mein Rang Bhare…गुलों में रंग भरे मेहँदी हसन









गुलों   में    रंग   भरे    बाद-ए-नौबहार      चले
चले   भी आओ के गुलशन  का कारोबार  चले
कफ़स  उदास  यारों  सबा  से कुछ  तो  कहो
कफ़स  उदास  यारों   सबा से कुछ  तो  कहो
कहीं   तो बहर-ए-ख़ुदा    आज ज़िक्र-ए-यार चले
Gulon Mein Rang Bhare,Baad-E-Naubahaar Chale
Chale Bhi  Aao Ke Gulshan Ka Karobar Chale
Qafas Udaas,Yaaron Saba Se Kuch Toh Kaho
Qafas Udaas,Yaaron Saba Se Kuch Toh Kaho
Kahin To bahr-e- Khuda, Aaj  Zikr E Yaar Chale
Chale Bhi Aao Ke…
Gulon Mein Rang Bhare…

जो हम  पे  गुज़री सो गुज़री  
जो हम  पे  गुज़री सो गुज़री  
जो हम  पे  गुज़री सो गुज़री मगर  शब्-ए-हिजरां
हमारे    अश्क़ तेरे   आकबत संवार     चले
Jo Hum Pe Guzri  So Guzri
Jo Hum Pe Guzri
 So Guzri
Jo Hum Pe Guzri  So Guzri Magar Shab E Hijraan
Hamare Ashq, Tere Aakbat  Sanwaar Chale
Chale Bhi Aao Ke…..
Gulon Mein Rang Bhare…..
कभी  तो सुबह  तेरे  कुञ्ज-ए-लब  से हो आग़ाज़
कभी  तो सुबह  तेरे  कुञ्ज-ए-लब से हो आग़ाज़
कभी  तो शब   सरे काकुल   से  मुश्कबार   चले  
Kabhi to subah tere kunj-e-lab   se ho aaghaz
Kabhi to subah tere kunj-e-lab  se ho aaghaz
Kabhi to shab  sar-e-kaakul se mushkbaar chale
Chale Bhi Aao Ke…
Gulon Mein Rang Bhare…

हुवा   जो तीर-ए-नज़र   नीलकश तो क्या हासिल
हुवा   जो तीर-ए-नज़र  नीलकश  तो क्या हासिल
मज़ा  तो जब है कि सीने   के आर पार चले
Huwa jo  teer-e-nazar neelkash to kya hasil
Huwa jo teer-e-nazar neelkash to kya hasil
Maza to jab hai ki  seene ke aar paar chale
Chale Bhi Aao Ke…
Gulon Mein Rang Bhare…
 
बड़ा   है  दर्द  का रिश्ता ये दिल ग़रीब सही
बड़ा   है  दर्द  का रिश्ता ये दिल ग़रीब सही
तुम्हारे    नाम  पे  आयेंगे    ग़मगुसार   चले
Bada Hai Dard Ka Rishta Ye Dil Gareeb Sahi,
Bada Hai Dard Ka Rishta Ye Dil Gareeb Sahi,
Tumhare Naam Pe Aayenge gamgusaar Chale
Chale Bhi Aao Ke…
Gulon Mein Rang Bhare…
मुक़ाम  फैज़ कोई
मुक़ाम  फैज़ कोई
मुक़ाम  फैज़ कोई
मुक़ाम    फैज़ कोई  राह  में    जंचा  ही नहीं
जो कू-ए-यार   से निकले तो सु-ए-दार   चले
Muqaam faiz koii
Muqaam faiz koii
Muqaam faiz koii
Muqaam faiz  koii  raah mein jancha hi nahin
Jo  ku-e-yaar se  nikle  to su-e-daar chale
Chale Bhi Aao Ke…
Gulon Mein Rang Bhare…


Tuesday, September 1, 2015

Chahat Mein Kia Dunya Dari चाहत में क्या दुनियादारी ग़ज़ल Ghazal by Gulbahar Bano

 Chahat Mein Kia Dunya Dari HD Ghazal by Gulbahar Bano lyrics and notations

Chahat mein kya duniyadaari lyrics and notations चाहत में क्या दुनियादारी ग़ज़ल

Singer: Gulbahaar Bano
Lyrics: Mohsin Bhopali




Chahat mein kya duniyadaari


Chahat mein kya duniyadaari

Chahat mein kya duniyadaari

Chahat mein kya duniyadaari



Wednesday, November 12, 2014

Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat muhaal hai आये जुबां पे राज़ ए मोहब्बत मुहाल है

Vandana Vishwas Toranto Canada
Ghazal Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat muhaal hai lyrics and notations आये जुबां पे राज़ ए मोहब्बत मुहाल है
Singer: Vandana Vishwas (Toranto)
Ghazal: Jigar Muradabadi
Music: D.K.Gandhe



Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat

Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat muhaal hai

Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat muhaal hai

Aaye zubaan pe raaz-e-mohabbat muhaal hai


Monday, October 27, 2014

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo ये दौलत भी ले लो ये शोहरत भी ले लो

Ghazal/Gazal/Gajal of Jagjeet Singh जगजीत सिंह की गयी हुई मशहूर ग़ज़ल ये दौलत भी ले लो ये शोहरत भी ले लो  वो कागज़ की कश्ती वो बारिश का पानी Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo lyrics and notations as I play:

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo


Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo


Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo

Ye daulat bhi le lo Ye shohrat bhi le lo

Jagjeet Singh 1941-2011
Singh was of the view that music was for inspiration and not for competition. "The moment one brings competition into music, the soul is lost."
In a recent interview , he had regretted the fact that devotion and practice were disappearing from music at a time when everyone was running after instant fame.
"Music is a vast subject. There is mathematics and grammar in music. Unless one knows all of it, he cannot become good singer. One should learn music for 15 years before actually trying their hands at singing ghazals," he had said.
Among his most memorable numbers were 'Tum itna jo muskara rahe ho', 'Apni Marzi Se Kahan Apne Safar Ke Hum Hain' and 'Pehle Har Cheez Thi Apni Magar Ab Lagta Hai Apne Hi Ghar Mein Kisi Doosre Ghar Ke Hum Hain'.